Skip to main content

Aksar Rat ko terrace par akele ghumana pasand karti thi...




Aksar Rat ko terrace par akele ghumana pasand karti thi,
Jb bhi pareshaan hoti to purane gane sunna pasand karti thi...
Kya pta tha Waqt itne parikshaye lega,
Sare shaukh apne me sama lega...
Yu to barish me bhigna sabko pasand h,
Bhige kpdo me mummy ko dantna pasand h...
Par kya pta tha ek andhi aise ayegi,
Ki sari masti apne uda le jayegi...

                                  

Comments

Popular posts from this blog

Na rasta tha, Na koi manjil

Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...

Koi udaye majak to ruk mat jana

Koi udaye majak to ruk mat jana, Isi raste par hai age badhte jana... Jisne nahi udwaya apna majak, Wo kar bhi nhi paya kuch khas...

Darte ku hm success ka matlab btane se...

Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...