Poetry has a meaning you already know but did not understand before...
Search This Blog
Dekar taqleef unko, hm khub roye
Dekar taqleef unko, hm khub roye,
Yad kar us bahas ko, hm khub khoye...
Galti choti ho ya badi,
Umar me to hu unse choti..
Dil tuta tha unka bhi,
Tut kar roye the hm bhi...
Kaise ho gye hmse ye nadani,
Akhir thi to wo mujhse badi...
Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...
Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...
Comments
Post a Comment