Skip to main content
Kuch is tarah..
 Kuch is tarah...
Kho gye hm tere vachno me...
Zee rahi hu tere bina ynha..
Tere majudagi mai hu sada...
Hawao ne aur pakshiyu ne diya sandesh tere ane ka...
Mai nach uthi, mai fir jee uthi...
Karne lagi tayariya kuch is tarah..
apne masih k sang Jane ko,
Sawanrne lagi kuch is tarah...
Sawanrne lagi kuch is tarah...
Nahi raha jata ab duniya ke kashto me...
Par krna hai tere kam ko bhi pura...
Jimmedariya ab nhi lagti bojh...
Ab samajhti hu ise phli duty...
Hawao ne aur pakshiyu ne diya sandesh tere ane ka...
Mai nach uthi, mai fir jee uthi...
Karne lagi tayariya kuch is tarah..

Comments

Popular posts from this blog

Na rasta tha, Na koi manjil

Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...

Koi udaye majak to ruk mat jana

Koi udaye majak to ruk mat jana, Isi raste par hai age badhte jana... Jisne nahi udwaya apna majak, Wo kar bhi nhi paya kuch khas...

Darte ku hm success ka matlab btane se...

Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...