Skip to main content

Kuch sawalo ka jawab pta hote hue bhi anzan hai ham...

Ek nahi kai sawal hai khud se,
Ek nahi kai sawal hai sab se...
Ku ham hamesha burai se hai lipte rahte,
Ku ham hmeshsa burai karne ko pair daudate rahte..
Ku dusro ka bura karne me sukun hai milta...
Ku kisi ko dukhi dekhne me sukh hai milta...
Ku dusre ka majak udane me Piche nhi rahte,
Ku dusro ko nicha dikhane me kami nhi rakhte...
Ku jhuthi bato ko hai failate,
Ku dusro ko jhuth hai batate...
Ku dusro ko uthata dekh jalate hai ham,
Ku dusro ka saman pane ki icha rakhte hai ham..
Jawab to mujhe bhi pta hai...
Jawab to apko bhi pta hai...

Comments

Popular posts from this blog

Na rasta tha, Na koi manjil

Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...

Koi udaye majak to ruk mat jana

Koi udaye majak to ruk mat jana, Isi raste par hai age badhte jana... Jisne nahi udwaya apna majak, Wo kar bhi nhi paya kuch khas...

Darte ku hm success ka matlab btane se...

Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...