Skip to main content

Kya hasil hua aise pyar se tujhe...

Pyar me koi kahe Jan bhi de du tere liye,
Jo bol de wo kar jau tere liye...
Agar Jan de bhi de to kya hasil hua aise pyar se tujhe,
Apno Ka sath chodkar kitna pyar mila tujhe...
Pyar jindagi leta nhi deta hai ye kb samjhega tu...
Pyar rishte todta nhi jodta hai ye kb janega tu....

Comments

Popular posts from this blog

Na rasta tha, Na koi manjil

Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...

When a girl is raped

When a girl is raped, Why she is ashamed... When a boy spoiled girl's integrity, Why he is appreciated to do inequity... Is it the fundamental right of boy, Or is it the matter of enjoy... Why always girls face embarrassment, Why always boys feel like nothing happened...

Darte ku hm success ka matlab btane se...

Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...