Kab tak ansoon me bhige rahte hm,
Bhula bhi to nahi jata Maa tujhe ab...
Wo roj kahte kya karegi padhkar,
Kon sa teer marna hai school jakar..
Maa ne kbhi bhukhe sone na diya,
Dusri maa ne khane ke liya tadpa diya...
Ek Baap ke rahte bhi is bheed me akeli Knhi kho gye..
Duniya ki najro me ek bechari ban kar rah gye...
Abhi to bs abcd seekhi hi thi...
Books to thik se padhi bhi na thi..
Book ka ek ek panna mere samne jala diya...
Mano un panno ke sath
mujhe hi jala diya...
Maa tere Jane ke Baad Kheto me jana thi majburi mere..
Saheliyu ko school jata dekh rooh bhi kanp uthati the mere...
Jimmedariyu ke bhanwar me khud ko hi bhul gye..

Comments
Post a Comment