Skip to main content

Pen likhta rahta Sirf bure vicharo ko

Hazaro ki tadad me jb bina marzi ke vichar ate hai,
Kuch ache to kuch bure khayal sath late hai..
Hm manushya bhi kitne bhole hai,
Acha ya bura nhi pahchante hai...
Ek din Socha saheju un vicharo ko copy pr,
Aur thoda kam karu un vicharo par...
Pen rukta tha to Sirf ache khayalo par...
Nhi rukta tha to bs bure vicharo par...

Comments

Popular posts from this blog

Na rasta tha, Na koi manjil

Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...

Koi udaye majak to ruk mat jana

Koi udaye majak to ruk mat jana, Isi raste par hai age badhte jana... Jisne nahi udwaya apna majak, Wo kar bhi nhi paya kuch khas...

Darte ku hm success ka matlab btane se...

Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...