Skip to main content

Sachai ki talash

Aksar hm sach ki talash me,
Khud ko pnhuchate hai taqleef,
Thoda sabra to kro abhi chote lagi knha hai,
Waqt ko jara Waqt to do abhi ghav bhare hi knha hai,
Savera hone to do abhi sham abhi dhali knha hai,
Khul jayega wo aasmaan aur ye zameen bhi...
Mil jayenge gahire sawalo ke jawab bhi....

Comments

Popular posts from this blog

Na rasta tha, Na koi manjil

Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...

Koi udaye majak to ruk mat jana

Koi udaye majak to ruk mat jana, Isi raste par hai age badhte jana... Jisne nahi udwaya apna majak, Wo kar bhi nhi paya kuch khas...

Darte ku hm success ka matlab btane se...

Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...