Poetry has a meaning you already know but did not understand before...
Search This Blog
Nahi Janti Aisa Kyon Hai
Nahi Janti Aisa Kyon Hai,
Log Sach se Jyada Jhoot se Preeti hai rakhte....
Milta To unhe Kuch Bhi Nahi Hai...
Phir Bhi Bure kamo me, sammilit hai Rehte...
Na rasta tha, Na koi manjil, Na khone Ko kuch tha Na pane ki koi khwahish... Anzan logo Ke chehre ki Khushi, jo age badhne Ko kahe ja Rahi thi, Bs dusro Ko raah dikhane ki chah, ek motivation deti ja Rahi thi...
Darte ku ham success ka Sahi matlab bolne se, Paisa hai kamana ye jahir karne se, Zinda rahna hai to pet to bharna hi padega, Pet bharne ke liye paise to kamana hi padega... Aye hai duniya me Naam kamane, Kbhi Socha nhi Acha ya bura batlane... Paison ki jarurat hai roj ke khane ke jaise, Warna to koi mitti bhi udhar nahi deta aise...
Comments
Post a Comment